Aaaj aisa kyu laga
Aaj aisa kyu laga
Kisi ne Kia ho bardhash Kisi ko
Kisi ne Kia ho uadas Kisi ko ,
Aaj aisa kyu laga
Aaj aisa kyu laga
Kise ne dia ho drd Kisi ko
Kise ne dia ho fark kise ko ,
Aaj aisa kyu laga
Aaj aisa kyu laga
Kisi ne khud ko fana krlia
Kisi ne khud ko juda krlia ,
Fir aisa kyu laga kise ko
Fir aisa kyu laga kise ko
Fir Aaj aisa kyu laga
Kisi ne khud ko Sama kr Lia
Aaaj aisa kyu laga
Aaaj aisa kyu laga
Kisi ne mujhko juda Kia
Kise ne mujhko Vida Kia .
Poet by-
Shrasti
No comments:
Post a Comment