समय के सर्वश्रेष्ठ उपयोग के 30 सिद्धांत
पार्ट -1
Kya Aapne kabi socha hai Ki aaj kal Hume smy samy ki itni Kami kyu mahsos Hoti h ? Samy per kaam n krne ya hone per hum jhlla jaty hai ,aaagbabula ho jaty hai ,chil jaty hai tanav me aaa jaty hai . Smy ki Kami ke chly hum lagbag her pal jldibaazi or hadbadi me rahty hai is ckker me humara blood pressure bad jata hai logo se humare smband khrb ho jaty hai humara mansik santulan gadbada jata hai or Kai Baar to durghtnaaye bhi ho jati h .samy ki Kami humare Jeevan Ka ek apriya or anivarya hissa ban chuki hai .
Kya Apne Kabhi yah baat Sochi hai :humare porrvazo ko Kabhi time management ki jrorat ni PADI to fir Hume q pd rhi h ? Kya humare poorvaz ko din me 48 ghnty Milty thy or hume keval 24 ghnty he mil rhe hai ? Aaap bhi janty hai or mai bhi jnta Hu ki aisa ni h ! Her peeedeee ki ek din me 24 ghnty Ka samy he Mila hai .lekin 20 vi sadi ki shuruat se humare Jeevan me smy Kam pdne lga hai or yah smsya dinodin badti jaarhi h badi ajeeb baat h q ki 20 vi sadi ki shruaat se he manushya smy bachane waly naye naye upkaran bnata ja rha h .

No comments:
Post a Comment